Lamborghini Huracán LP 610-4 t

DASTAN-A-JINDAGI
In lahron pe chalna sikhaya hai tumne
aag-e-isq me Tarapna sikhaya hai tumne
pyar hai kaisi bala ye malum na tha
muhabbat karna mujhe sikhaya hai tumne
mai to daman bacha kar chal hi raha tha
sari dunya me ruswa karaya hai tumne
naam tha Amir Khusroo khus rahta tha mai
mere hoto se tabbassum churaya hai tumne
mai to raushan hi hone ko nikla tha ghar se
chadhte suraj ko kaise dubaya hai tumne.
Aapne mere sath aysa kyun kiya jinat why?
kyun?

IMG0408A
Amir.
Dard ki diwar pe faryad kiya karte hain har rat tanhai ko aabad kiya karte hain ay khuda Unhe hamesha salamat rakhna, jinhe ham aapse bhi jyada yaad kiya karte hain. I love u jinat ham aapke bina nahi rah sakte jinat aap meri jaan meri jine ki wajah hain.
Jaan
Jinat
IMG0206A